Mera katil mera rehnuma hogha
Mere peeche mera kuch jahan hogha ...mera katil mera rehnuma hogha
Aatish mai mere saath mera khudh hogha
Wasal pe mere fir bhi woh khush hogha ...mera katil mera rehnuma hogha
Aagh ki laptun mai mera karavaan hogha
Uskah likha bhi uskeh samne jaltah hogha ...mera katil mera rehnuma hogha
Poochun gha usseh kya Yah jahan hogha
Bhujke meri rooh ko .fir kahan jaana hogha ...mera katil mera rehnuma hogha
Kalam se usneh abh fir kya likha hoga
Fir nayeh andaaz mai wohi Kafila jawan hoga ...mera katil mera rehnuma hogha
Fir dil pe tarkash woh chalna hogha
Fir is jahan se mujhe ruksat hona Hogah...mera katil mera rehnuma hogha
3 comments:
Khaqsar,
Assalam U alaikum
I never thought a person living seven seas away in US can have such a beautiful talent hidden in him. I am talking about your poetry. Its really wonderful.
Main khud hoon mera katil
Aur mera rehnuma bhi.
बहुत अच्छा है... बहुत ही अच्छा है!!
Post a Comment