Wednesday, January 12, 2005

Kafiele Kudrat Ke

Kafiele Kudrat ke Bayan Huwe.
Raste Insaan Ke beHaya Huwe.

Waqt Janjeer mai Bandh Na saka.
Mai bhi Raah chalake Batak gaya.


Yeh Khushfeam ki Manzil yahin hai
Mai Tareek ko Aghe le chala gaya..

Bha kayamat Nazar Ayee Jabh .
Mai unhe Yaad kar Fozhe Ishaq Ho gaya...

Kabhi Kuch Aisa Hota Hai

kabhi kuch aisa hota hai ..
Sagar ke leher mai Kinara khota hai..

sahil se dekho Woh
Maji kinara doonta hai...
pucho uss se kyon Sagar se
Aasma ka rasta doonta hai...

Kabhi kabhi kuch aisa hota hai (2)



Mann ke mojh bhi kuch yahi hai.
Uthte hai Aarman khamoshi se..
Takrake Duniya ke sahil se
fir khamosh is dil mai so jate hai...
====
Kabhi kabhi kuch aisa hota hai (2)
====

Tuesday, January 04, 2005

HAR SUDH KE BAYAS TARAZU TOLTE HAI

HAR SUDH KE BAYAS TARAZU TOLTE HAI
KHUDH KO TOLA TOH PARMAN UCHALTE HAI



ZINDAGHI BADI MUSHKIL SE SHAYADH KATTI HAI
KHULASA KARE TOH USME KHUDA BHI NAZAR ATE HAI



JAAN KE AMAAN HAZOOR MANGTE HAI
WARNA ISHAQ KHUDH KO KALAM KARTE HAI



SIRF NAZAR KA ANDAAZA BAYA KARTE HAI

WARNA HUM DILOH MAI BHI JANKE TE HAI



CHAHAT KI KHALISH MAI KUDRAT HAI
KABHI KHUD RAH KHUDA MILE TOH



HUM BHI BAYANE HAAL JIGAR KARTE HAI
HUM BHI BAYANE HAAL JIGAR KARTE HAI