Wednesday, January 12, 2005

Kafiele Kudrat Ke

Kafiele Kudrat ke Bayan Huwe.
Raste Insaan Ke beHaya Huwe.

Waqt Janjeer mai Bandh Na saka.
Mai bhi Raah chalake Batak gaya.


Yeh Khushfeam ki Manzil yahin hai
Mai Tareek ko Aghe le chala gaya..

Bha kayamat Nazar Ayee Jabh .
Mai unhe Yaad kar Fozhe Ishaq Ho gaya...

2 comments:

Anonymous said...

Aap YUhi Likhte rahenghe ge ..Acha lagta hai...

Unknown said...

Kya fikra hai agar
Nahin baandh sakte waqt ko zanjeer main
Kar sakte hain istemaal waqt ka
Pyar karne main har insaan ko
Sab insaan hain Allah ke bande
Meri tarah, tumhari tarah.