यह बीस वर्ष का वनवास ,
नहीं जीवन भर का कारावास !
अदृश्य अछूता मेरा विश्वास,
मृत्यु से आगे रहे मेरी श्वास !
मोक्ष की नहीं अब मुझे है आस
रक्त बूँद बूँद करे एहसास:
विजय पथ मेरा हो: जीवित रहे प्रयास,
स्वर्णभूमि, मातृभूमि मेरी प्यास!
अडिग अमर अजय स्वर्णिम यह एहसास
उज्जवल सारस्वत वंदना की सांस
विरह मन करे वितस्ता का आभास
पूर्ण करूँ प्रतिज्ञा, संपूर्ण तब इतिहास !
शूर हूँ वीर हूँ बलिदान मेरा समास,
वीरगति शय्या मेरी: जैसे जलता कपास!
श्रद्धा मन ऐसी: जैसे रघु पर तुलसीदास,
समय अवसर हो: पूरण करूँ अपनी प्यास ...
I was reborn on Diwali Night ,
Every year my Home shined bright !
1989 it shined in Vyeth & my Neighbour saw it !
Since then none has seen my home ! Since then none has seen my home !
Sunday, April 18, 2010
Saturday, April 17, 2010
Mere BHees Varsh
Yeh Bhees varsh ka vanvaas,
Nahi jeevan bar ka karavas !
Ahdrish achootah mera vishwas ,
Mrityu sehh ageh rahe meri shwaas !
Moksha ki nahi hai abh mujhe aas !
Rakt bhoond bhoond kareh ehsaas ,
vijay paatth mera ho : jevit rahe prayas,
Swaranbhumi Matrabhumi meri pyaas !
Adig Amar Ajay swarnim yeh ehsaas,
Ujwal saraswat vandana ki saans !
Virah mann kareh vitasta ka abhaas ,
Puran karu pratigya: sampuran tab ithas !
Shoor hoon Veer hoon : balidan mera samas,
Veergati shayaah meri: jaise jalta kapas!
Shradah mann aisee:ragu par tulsidas,
Samay Awsar ho : puran karun apni pyaas !
Nahi jeevan bar ka karavas !
Ahdrish achootah mera vishwas ,
Mrityu sehh ageh rahe meri shwaas !
Moksha ki nahi hai abh mujhe aas !
Rakt bhoond bhoond kareh ehsaas ,
vijay paatth mera ho : jevit rahe prayas,
Swaranbhumi Matrabhumi meri pyaas !
Adig Amar Ajay swarnim yeh ehsaas,
Ujwal saraswat vandana ki saans !
Virah mann kareh vitasta ka abhaas ,
Puran karu pratigya: sampuran tab ithas !
Shoor hoon Veer hoon : balidan mera samas,
Veergati shayaah meri: jaise jalta kapas!
Shradah mann aisee:ragu par tulsidas,
Samay Awsar ho : puran karun apni pyaas !
Subscribe to:
Posts (Atom)