Thursday, February 10, 2005

Kuch kehta hoon

Kuch Sunta hoon
Kuch kehta hoon
Hai yakeen abhi khudh pe
Ki kuch toh abhi Zinda hoon

Lafzh Halke pade hai
Ki Insaan ko baya karta hoon
Kis rekti ko bayan karoon
KHaqsar banke abh bhi sharminda hoon..Kuch Sunta hoon

1 comment:

Unknown said...

Achchga sunta hoon
Achcha kehta hoon
Achcha dekhta hoon
Yehi hai meri ibaadat
Yehi hai meri pooja.