Sunday, October 04, 2009

Zakham : A Scar of Exile

Is shaher ka har bashindah Zakhmi hai !
Fir bhi, har koi , khudh sehh poochtah hai !!
Kiska zakham aajh kitna gehra hai !
Kiska zakham khronch aur kiska nasoor hai !!
Is shaher ka har bashindah Zakhmi hai !

Koi marham nahi na koi dawah hai !
Kuredneh ko hi yahah kehteh ilaajh hai !!
Khoon nikleh toh kehteh yeh zindah hai !
Lahu tham jayeh toh kehte useh shaheed hai !!
Is shaher ka har bashindah Zakhmi hai !

Kis mazaar per abh kiski kabar hai !
Kis ghar ke dhar par, kis ki laash hai !!
Kis awhhrin par kis ki sajti chitah hai !
Yahan har jalsah, abh ek shav yatra hai !!
Is shaher ka har bashindah Zakhmi hai !

Na pooch khaqsaar sehh, uske zakhm kaha hai !!
Woh beposh vyeth mai nahan chukaah hai !!
Jism par ek nishaan , na abh raha uskeh hai !
Par jigar mai behra khoon hi , abh uska zakham hai !!
Is shaher ka har bashindah Zakhmi hai !!!

9 comments:

Unknown said...

Amazing lines and touching the soul of a real Kashmir

Unknown said...

Yeh nazam nahien dil ko khuraedte honey ka ek manzar hai

Bhagwan se mangta huoon
mere Khaqsar ke Lahoo ko sada taza va taar rakhen .

Khkaqsar ke har ek saans ke sath kewal ashirad nikle apne koum ke liye.
Aur Khaqsar jesey lakhoon paida hoon aour Mera Khaqsar sow sal se be adhik sal jevit rahe.
ASHIRWAAD T AAHI
MOHAN k Muju
Sr CITIZEN
9312072349
muju@iitk.ac.in

NIDHI said...

apki in lines ko pad kar , sab zakham tazze ho gayee....
Good work
God Bless U

NItesh Bhat said...

This is really fantactic, Mind blowing, Gr8...
God Bless you Veer G..

blimblop said...

read your blog shortly before leaving for a family vacation to kashmir. was randomly looking for information about the state and stumbled upon your work. this is the first time i'm reading it after i returned.
cannot begin to imagine the pain of having your world turned upside down and being compelled to move to an unfamiliar place. your work holds a valuable lesson on treasuring all that we so callously take for granted.
i hope writing helps you heal..

Anonymous said...

Your blog keeps getting better and better! Your older articles are not as good as newer ones you have a lot more creativity and originality now keep it up!

amit Zijoo said...

Sabase bada zakham us Kashmiri Pandit ka hain jis ne wadi ko apne khoon se seecha,who kashmiri Pandit jis ne humasha Kashmir ke liya apna tan man dhan diya.Har koyie yeh jaan le hur koyie yeh maan le ki woh bagh is liya suna has kyonki us ka baghwa nahim hai,
Woh baghwan -Kahmiri Pandit